Maqbool Kis Qadar Hai Jahaan Mein Shahadat Husain Ki Manqabat

Maqbool Kis Qadar Hai Jahaan Mein Shahadat Husain Ki-Naat Lyrics in Roman English, Hindi and Urdu || मक़बूल किस क़दर है जहाँ में शहादत हुसैन की

Maqbool Kis Qadar Hai Jahaan Mein Shahadat Husain Ki-Naat Lyrics in Roman English, Hindi and Urdu


Maqbool kis qadar hai jahaan mein shahadat Husain ki
Har dil mein jaan-gareen hai mohabbat Husain ki

Baatil se dab ke jeena hai tauheen-e-zindagi
Elaan kar rahi hai shahadat turbat Husain ki

Tanha Husain lashkar-e-Shami pe chha gaya
Chhakke chhuda rahi thi shujaat Husain ki

Hum ko Husainiyat se koi sarokaar hi nahi goya
Ke sun lete hain yunhi hikayat Husain ki


Main kya karun bayaan fazilat Husain ki
Allah jaanta hai haqeeqat Husain ki

Kehte the baar-baar main Haidar ka laal hoon
Maani na zalimon ne naseehat Husain ki

Duniya mein chaaron jaanib kohraam mach gaya
Karbala mein jab hui thi shahadat Husain ki

Naat-Khwaan: Saleem Raza


मक़बूल किस क़दर है जहाँ में शहादत हुसैन की

मक़बूल किस क़दर है जहाँ में शहादत हुसैन की
हर दिल में जाँ-गुज़ीं है मुहब्बत हुसैन की

बातिल से दब के जीना है तौहीन-ए-ज़िंदगी
ऐलान कर रही है शहादत तुरबत हुसैन की

तन्हा हुसैन लश्कर-ए-शामी पे छा गया
छक्के छुड़ा रही थी शुजाअत हुसैन की

हम को हुसैनियत से कोई सरोकार ही नहीं गोया
कि सुन लेते हैं यूँही हिकायत हुसैन की


मैं क्या करूँ बयान फ़ज़ीलत हुसैन की
अल्लाह जानता है हक़ीक़त हुसैन की

कहते थे बार-बार मैं हैदर का लाल हूँ
मानी न ज़ालिमों ने नसीहत हुसैन की

दुनिया में चारों जानिब कोहराम मच गया
कर्बला में जब हुई थी शहादत हुसैन की

नात-ख़्वाँ: सलीम रज़ा


مقبول کس قدر ہے جہاں میں شہادت حسین کی

مقبول کس قدر ہے جہاں میں شہادت حسین کی
ہر دل میں جاں گزیں ہے محبت حسین کی

باطل سے دب کے جینا ہے توہینِ زندگی
اعلان کر رہی ہے شہادت تربت حسین کی

تنہا حسین لشکرِ شامی پہ چھا گیا
چھکے چھڑا رہی تھی شجاعت حسین کی

ہم کو حسینیت سے کوئی سروکار ہی نہیں گویا
کہ سن لیتے ہیں یونہی حکایت حسین کی


میں کیا کروں بیاں فضیلت حسین کی
اللہ جانتا ہے حقیقت حسین کی

کہتے تھے بار بار میں حیدر کا لال ہوں
مانی نہ ظالموں نے نصیحت حسین کی

دنیا میں چاروں جانب کہرام مچ گیا
کربلا میں جب ہوئی تھی شہادت حسین کی

نعت خواں: سلیم رضا


Pyare Nabi Ki Aankh Ke Taare Husain Hain – Manqabat Lyrics in Roman English, Hindi & Urdu | प्यारे नबी की आँख के तारे हुसैन हैं


Husain Sab Se Azeem-Tar Hai– Manqabat Lyrics in Roman English, Hindi & Urdu | हुसैन सब से अज़ीम-तर है


Ye Dil Bhi Husaini Hai – Manqabat Lyrics in Roman English, Hindi & Urdu | ये दिल भी हुसैनी है


Read Maqbool Kis Qadar Hai Jahaan Mein Shahadat Husain Ki Naat Lyrics in Roman English, Hindi, and Urdu. This beautiful Islamic kalam expresses the love, devotion, and virtues of Imam Husain. The Naat is recited by Saleem Raza. Explore the complete lyrics in three scripts and read every verse in your preferred language. This page is useful for Naat lovers who wish to read, learn, and recite this kalam.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top