by www.naatenabi.com | Jan 9, 2025 | Manqabat-e-Ghouse Aazam
Mahbat-e-Khurshid-e-Janaan aap hain> Mahbat-e-Khurshid-e-Janaan aap hain Marja-e-Taskeen-e-Imaan aap hain Hum se dhutkaare huon ke waaste Rehmaton ka khuld-e-arzan aap hain Dard o gham kya cheez hain jab aap hain Jaan-e-Janaan, jaan-e-darmaan aap hain... by www.naatenabi.com | Jan 9, 2025 | Manqabat-e-Khwaja Gabib Nawaz
Tori Soorat Pyari Pyare Khwaja Ji Lori surat se kisi ki nahi milti surat Hum jahan mein teri tasveer liye phirte hain. Khwaja mere! Khwaja mere! Khwaja mere! Tori surat pyari, pyare Khwaja ji! Dhari surat pyari, sohne Khwaja ji. Naam tiharo Hind Bali Maharaja ae. Main... by www.naatenabi.com | Jan 8, 2025 | Manqabat-e-Khwaja Gabib Nawaz
Sun Le Ye Jahan Sara Ajmer Rahega Sun le ye jahan saara Ajmer rahega Ajmer rahega, Ajmer rahega Ajmer rahega, Ajmer rahega Ajmer mein rehte hain hum logon ke Sultan Khwaaja ke fidai hai hum saare Musalman Khwaaja ko Nabi ne bheja, Ajmer mein unko basaya Ta-hashr... by www.naatenabi.com | Jan 8, 2025 | Manqabat-e-Khwaja Gabib Nawaz
Dilli Rajasthan Tumhara Ya Khwaja Khwaja Piya Mere Khwaja Piya Khwaja Piya Mere Khwaja Piya Dilli Rajasthan Tumhara Ya Khwaja Saara Hindustan tumhara, ya Khwaja Jag mein woh sammaan kabhi na paayega Jis ne kiya apmaan tumhara, ya Khwaja Mere Khwaja ka dar baaqi rahega... by www.naatenabi.com | Jan 8, 2025 | Manqabat-e-Khwaja Gabib Nawaz
Tumhe Jo Dil Se Pukara Mere Ghareeb Nawaz Tumhe jo dil se pukara, mere Gharib Nawaz B-waqt paaya sahara, mere Gharib Nawaz Ali ke Noor-e-Nazar, Fatima ke Lakht-e-Jigar Nabi ki aankh ka tara, mere Gharib Nawaz Samaya saara ana sagar ek kooze mein Suna jo hukm tumhara,... by www.naatenabi.com | Jan 8, 2025 | Manqabat-e-Khwaja Gabib Nawaz
Kya Bayan Ho Shaan-o-Azmat Khwaja-e-Ajmer Ki Kya bayaan ho shaan o azmat Khwaja-e-Ajmer ki Chaar-soo bajti hai naubat Khwaja-e-Ajmer ki. Muddaton se aarzoo paale hue hain dil mein hum Kaash ho jaaye ziyaarat Khwaja-e-Ajmer ki. Us pe Rabb ki rahmaton ka hota rehta hai...