Kalam-e-Aala Hazrat

tujhe baad-e-Khuda yakta jaana-Naat Lyrics in Roman English,Hindi,Urdu || या अव्वलु मख़लूक़िन लिल्लाह ! तुझे बा’द-ए-ख़ुदा यकता जाना

tujhe baad-e-Khuda yakta jaana-Naat Lyrics in Roman English ya awwalu makhluuqin lillah!tujhe baad-e-Khuda yakta jaanaho saari Khudaai ke daatatumhein maalik-e-kanz-e-Khuda jaana hai zikr bada uncha teratujhe humne Khuda ki ata jaanalam yaati nazeeruka fee nazarinmisl-e-to na shud paida jaana jag raaj ko taaj tore sar sohai tujh ko shah-e-do-sara jaana sailaab talaatum-khez uthahar simt hai […]

tujhe baad-e-Khuda yakta jaana-Naat Lyrics in Roman English,Hindi,Urdu || या अव्वलु मख़लूक़िन लिल्लाह ! तुझे बा’द-ए-ख़ुदा यकता जाना Read More »

Daman mein yun chhupa lo digar ko khabar na ho Naat Lyrics || दामन में यूँ छुपा लो दिगर को ख़बर न हो

Daman mein yun chhupa lo digar ko khabar na ho Naat Lyrics Daman mein yun chhupa lo digar ko khabar na hoHoor-o-malak ko jinn-o-bashar ko khabar na hoJannat mein aise pahunchun saqar ko khabar na hoPul se utaaro raah-guzar ko khabar na hoJibreel par bichhaen to par ko khabar na ho Bujh jaaye ab kahin

Daman mein yun chhupa lo digar ko khabar na ho Naat Lyrics || दामन में यूँ छुपा लो दिगर को ख़बर न हो Read More »

Wo ban mein qadam rakh den to ban jata hai ban phool Tazmeen Lyrics || वो बन में क़दम रख दें तो बन जाता है बन फूल

Wo ban mein qadam rakh den to ban jata hai ban phool Tazmeen Lyrics Wo ban mein qadam rakh den to ban jata hai ban phoolJis phool ko wo choo lein wo ho rashk-e-chaman phoolMain kyun kahoon ke sirf hai Aaqa ka dahan phoolSar-ta-ba-qadam hai tan-e-Sultan-e-zamana phoolLab phool, dahan phool, zaqan phool, badan phool Aaram

Wo ban mein qadam rakh den to ban jata hai ban phool Tazmeen Lyrics || वो बन में क़दम रख दें तो बन जाता है बन फूल Read More »

Zahe Izzat-o-Itila-e-Muhammad Naat Lyrics || ज़हे इज़्ज़त-ओ-एतिला-ए-मुहम्मद

Zahe Izzat-o-Itila-e-Muhammad Naat Lyrics Zahe Izzat-o-Itila-e-MuhammadKe hai Arsh-e-Haq zer-e-paa-e-Muhammad Makan Arsh unka, falak farsh unkaMalak khadiman-e-sara-e-Muhammad Khuda ki riza chahte hain do aalamKhuda chahta hai riza-e-Muhammad Ajab kya agar rahm farma le hum parKhuda-e-Muhammad bar-e-Muhammad Muhammad bar-e-Janab-e-Ilahi!Janab-e-Ilahi bar-e-Muhammad Basi itr-e-Mahboob-e-Kibriya seAba-e-Muhammad qaba-e-Muhammad Bahm ahd bandhe hain wasl-e-abd kaRiza-e-Khuda aur riza-e-Muhammad Dam-e-naz’ jari ho meri zaban

Zahe Izzat-o-Itila-e-Muhammad Naat Lyrics || ज़हे इज़्ज़त-ओ-एतिला-ए-मुहम्मद Read More »

Zamino Zamaan Tumhare Liye Naat Sharif Lyrics || ज़मीनो ज़मां तुम्हारे लिये

Zamino Zamaan Tumhare Liye Naat Sharif Lyrics Zamino Zamaan Tumhare Liye Makino Makaan Tumhaare Liye Chunino Chunaan Tumhaare Liye Bane Do Jahaan Tumhaare Liye Dahan mein zabaan tumhaare liye badan mein hay jaa(n) tumhaare liye Ham aaye yahaan tumhaare liye utthein bhi wahaan tumhaare liye Farishte khidam Rasool-o-hisham tamaam-e-umam ghulaam-e-karam Wujood-o-adam hudoos-o-qidam jahaan mein iyaan

Zamino Zamaan Tumhare Liye Naat Sharif Lyrics || ज़मीनो ज़मां तुम्हारे लिये Read More »

Lahad mein ishq-e-rukh-e-shah kaa daagh Naat Lyrics || लह़द में इ़श्क़े रुख़े शह का दाग़ ले के चले

Lahad mein ishq-e-rukh-e-shah kaa daagh Naat Lyrics  Lahad mein ishq-e-rukh-e-shah kaa daagh ley key chale Andheri raat suni thi charaagh ley key chale Tere gulaamon ka naqsh-e-qadam hay raah-e-Khuda Woh kyaa behek sakey jo yeh suraagh ley key chale Jinaan banegi muhibbaan-e-chaar yaar ki qabr Jo apne seene mein ye chaar baagh le key chale

Lahad mein ishq-e-rukh-e-shah kaa daagh Naat Lyrics || लह़द में इ़श्क़े रुख़े शह का दाग़ ले के चले Read More »

Noor Wala Aaya Hai Noor Lekar Aaya Hai Naat Lyrics English,Hindi,Urdu || नूर वाला आया है नूर ले कर आया है

Noor Wala Aaya Hai Noor Lekar Aaya Hai Naat Lyrics Noor wala aaya hai, noor lekar aaya hai Saare aalam mein ye dekho kaisa noor chhaya hai Assalatu wassalamu ‘alaika ya Rasool Allah Assalatu wassalamu ‘alaika ya Habeeb Allah Jab talak ye chaand taare jhilmilte jaayenge Tab talak jashn-e-wiladat hum maante jaayenge Noor wala aaya

Noor Wala Aaya Hai Noor Lekar Aaya Hai Naat Lyrics English,Hindi,Urdu || नूर वाला आया है नूर ले कर आया है Read More »

Muzda Bad Aye Aasiyo Shafe e Shahe Abrar hai Naat Lyrics || मुज़्दाबाद ऐ आ़सियो  शाफ़ेअ़ शहे अबरार है

Muzda Bad Aye Aasiyo Shafe e Shahe Abrar hai Naat Lyrics Muzda Bad Aye Aasiyo Shafe Shahe abrar hai Tahniyat aay mujrimo! Zaat-e-Khuda Ghaffaar hai Arsh saa farsh-e-zamin hay, farsh paa arsh-e-bareen Kya niraali tarz ki naam-e-Khuda raftaar hai Chaand shaq ho peyr bolein jaanwar sajdey karein Baarak Allah marja-e-aalam yahi sarkaar hai Jin ko

Muzda Bad Aye Aasiyo Shafe e Shahe Abrar hai Naat Lyrics || मुज़्दाबाद ऐ आ़सियो  शाफ़ेअ़ शहे अबरार है Read More »

Chamak Tujhse Paate Hain Sab Paane Waale Naa Lyrics English,Hindi,Urdu || चमक तुझसे पाते हैं सब पाने वाले

Chamak Tujhse Paate Hain Sab Paane Waale Naa Lyrics Chamak Tujhse Paate Hain Sab Paane Waale Mera Dil Bhi Chamka De Chamkane Waale Barasta nahi dekh kar abre rehmat, Badon par bhi barsa de barsa ne waale. Madine ki khitte Khuda tujh ko rakkhe, Ghareebon faqeeron ke thehraane waale. Tu zinda he wallah, tu zinda

Chamak Tujhse Paate Hain Sab Paane Waale Naa Lyrics English,Hindi,Urdu || चमक तुझसे पाते हैं सब पाने वाले Read More »

Qaafile ne soo e Taibah kamar arayi ki Lyrics Naat English,Hindi,Urdu || क़ाफ़िले ने सूए त़यबा कमर आराई की

Qaafile ne soo e Taibah kamar arayi ki Lyrics Naat Qaafile ne soo e Taibah kamar arayi ki Mushkil aasaan ilaahi meri tanhaayi ki Laaj rakh li tam’ e ‘afw key saudaayi ki Ey mein qurban mere Aaqa barri Aaqayi ki Farsh taa arsh sab aayina zama’ir haazir Bass qasam khaaiye ummi teri daanaayi ki

Qaafile ne soo e Taibah kamar arayi ki Lyrics Naat English,Hindi,Urdu || क़ाफ़िले ने सूए त़यबा कमर आराई की Read More »