by www.naatenabi.com | Jan 12, 2025 | Manqabat-e-Khwaja Gabib Nawaz
Khawaja-e-Khawajgan Muinuddin Khawaja-e-Khawajgan Muinuddin Fakhr-e-Kon o Makan Muinuddin Khawajgan ke Khawaja Muinuddin Kon o Makan ka Fakhr Muinuddin Sar-e-Haq ra Bayan Muinuddin Be Nishan ra Nishan Muinuddin Haq ke Asrar ka Zikr Muinuddin Be Nishanon ka Nishan... by www.naatenabi.com | Jan 10, 2025 | Manqabat-e-Khwaja Gabib Nawaz
Khwaja-e-Hind Wo Darbar Hai Aala Tera Khwaja-e-Hind wo darbaar hai aala tera Kabhi mehroom nahi maangne waala tera Khuftgane shabe ghaflat ko jaga deta hai, Saalha-saal wo raato ka na sona tera. Hai teri zaat ajab bahre haqeeqat pyare, Kisi tairaaq ne paaya na kinaara... by www.naatenabi.com | Jan 9, 2025 | Manqabat-e-Khwaja Gabib Nawaz
Ajmer Bulaya Mujhe Ajmer Bulaya Ajmer Bulaya Mujhe Ajmer Bulaya Ajmer bula kar mujhe mehman banaya Ho shukr ada kaise ki mujh paapi ko, Khwaja! Ajmer bula kar mujhe darbar dikhaya Sultan-e-Madina ki mohabbat ka bhikhari Ban kar main, Shaha! aap ke darbar mein aaya... by www.naatenabi.com | Jan 9, 2025 | Manqabat-e-Khwaja Gabib Nawaz
Tori Soorat Pyari Pyare Khwaja Ji Lori surat se kisi ki nahi milti surat Hum jahan mein teri tasveer liye phirte hain. Khwaja mere! Khwaja mere! Khwaja mere! Tori surat pyari, pyare Khwaja ji! Dhari surat pyari, sohne Khwaja ji. Naam tiharo Hind Bali Maharaja ae. Main... by www.naatenabi.com | Jan 8, 2025 | Manqabat-e-Khwaja Gabib Nawaz
Sun Le Ye Jahan Sara Ajmer Rahega Sun le ye jahan saara Ajmer rahega Ajmer rahega, Ajmer rahega Ajmer rahega, Ajmer rahega Ajmer mein rehte hain hum logon ke Sultan Khwaaja ke fidai hai hum saare Musalman Khwaaja ko Nabi ne bheja, Ajmer mein unko basaya Ta-hashr... by www.naatenabi.com | Jan 8, 2025 | Manqabat-e-Khwaja Gabib Nawaz
Dilli Rajasthan Tumhara Ya Khwaja Khwaja Piya Mere Khwaja Piya Khwaja Piya Mere Khwaja Piya Dilli Rajasthan Tumhara Ya Khwaja Saara Hindustan tumhara, ya Khwaja Jag mein woh sammaan kabhi na paayega Jis ne kiya apmaan tumhara, ya Khwaja Mere Khwaja ka dar baaqi rahega...