Aqsa Mein Khitabat Ki – Naat Lyrics in Roman English, Hindi & Urdu | अक्सा में ख़िताबत की

Aqsa Mein Khitabat Ki – Naat Lyrics in Roman English


Aqsa Mein Khitabat Ki
Meraaj Mein Aaqa Ne

Nabiyon Ki Imaamat Ki
Meraaj Mein Aaqa Ne

Azaaz Nahi Koi
Is Mojize Se Badh Kar

Allah Ki Ziyarat Ki
Meraaj Mein Aaqa Ne

Jo Panch Namaazein Hain
Meraaj Ka Tohfa Hai

Aasaani E Ummat Ki
Meraaj Mein Aaqa Ne

Asra Ki Gawahi Di
Bu Bakr Hue Siddique

Han Rab Ki Ziyarat Ki
Meraj Mein Aaqa Ne

Yun Guzre Falak De Paar
Chashme Se Ho Nazrein Paar

Aur Lamhon Mein Raja’at Ki
Meraaj Mein Aaqa Ne

Woh Qurb E Khuda Mein Bhi
Bhoole Nahi Ummat Ko

Ki Baat Shafa’at Ki
Meraaj Mein Aaqa Ne

Har Khaki Wa Noorie Par
Nabiyon Pe Sharaf Unka

Do Jagg Mein Sayadat Ki
Meraaj Mein Aaqa Ne

Meraaj Ki Jismaani
Bedaar Nigaahon Se

Be Parda Ziyarat Ki
Meraaj Mein Aaqa Ne


अक्सा में ख़िताबत की
मिराज में आका
ने

नबियों की इमामत की
मिराज में आका ने

एजाज़ नहीं कोई
इस मोजिज़े से बढ़ कर

अल्लाह की ज़ियारत की
मिराज में आका ने

जो पांच नमाज़ें हैं
मिराज का तोहफा है

आसानी-ए-उम्मत की
मिराज में आका ने

असरा की गवाही दी
बू बक्र हुए सिद्दीक़

हाँ रब की ज़ियारत की
मिराज में आका ने

यूँ गुज़रे फ़लक दे पार
चश्मे से हो नज़रें पार

और लम्हों में रजअत की
मिराज में आका ने

वो कुर्ब-ए-खुदा में भी
भूले नहीं उम्मत को

की बात शफ़ाअत की
मिराज में आका ने

हर ख़ाकी व नूरी पर
नबियों पे शरफ़ उनका

दो जग में सयादत की
मिराज में आका ने

मिराज की जिस्मानी
बेदार निगाहों से

बे पर्दा ज़ियारत की
मिराज में आका ने


اقصیٰ میں خطابت کی
معراج میں آقا نے

نبیوں کی امامت کی
معراج میں آقا نے

اعجاز نہیں کوئی
اس معجزے سے بڑھ کر

اللہ کی زیارت کی
معراج میں آقا نے

جو پانچ نمازیں ہیں
معراج کا تحفہ ہے

آسانیِ امت کی
معراج میں آقا نے

اسریٰ کی گواہی دی
بو بکر ہوئے صدیق

ہاں رب کی زیارت کی
معراج میں آقا نے

یوں گزرے فلک دے پار
چشمے سے ہو نظریں پار

اور لمحوں میں رجعت کی
معراج میں آقا نے

وہ قربِ خدا میں بھی
بھولے نہیں امت کو

کی بات شفاعت کی
معراج میں آقا نے

ہر خاکی و نوری پر
نبیوں پہ شرف ان کا

دو جگ میں سیادت کی
معراج میں آقا نے

معراج کی جسمانی
بیدار نگاہوں سے

بے پردہ زیارت کی
معراج میں آقا نے


Best Naat Lyrics Collection


Aqa Ko Pukaar Bandey – Naat Lyrics in Roman English, Hindi & Urdu | आका को पुकार बन्दे


Aqa Bachalo Is Aasi Ko – Naat Lyrics in Roman English, Hindi & Urdu | आका बचालो इस आसी को


Aqsa Mein Khitabat Ki is a beautiful Me’raj naat describing the spiritual greatness and exalted rank of Prophet Muhammad during the miraculous journey of Isra and Me’raj.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top