Kya Bataaon Kitni Hain Khoobiyaan Madine Mein Naat Lyrics by Haafiz Muneer Ahmad

Kya Bataaoon Kitni Hain Khoobiyaan Madine Mein – Naat Lyrics in Roman English, Hindi & Urdu | क्या बताऊँ कितनी हैं ख़ूबियाँ मदीने में

Kya Bataaoon Kitni Hain Khoobiyaan Madine Mein – Naat Lyrics in Roman English


Kya Bataaoon Kitni Hain Khoobiyaan Madine Mein
Khaar Ko Bhi Choome Hain Titliyaan Madine Mein

Zaahidon Ki Saansen Bhi Is Tarah Nahin Chaltin
Jis Adab Se Chalti Hain Aandhiyaan Madine Mein

Aaye Jab Mere Aaqa, Keh Rahi Thin Ye Maaen
Dafn Ab Nahin Hongi Betiyaan Madine Mein

Jab Bhi Un Ke Dar Jaaun, Qaid Ho Ke Reh Jaaun
Hain Rihaai Se Behtar Bediyan Madine Mein

Naat Khwan: Haafiz Muneer Ahmad


क्या बताऊँ कितनी हैं ख़ूबियाँ मदीने में
ख़ार को भी चूमे हैं तितलियाँ मदीने में

ज़ाहिदों की साँसें भी इस तरह नहीं चलतीं
जिस अदब से चलती हैं आँधियाँ मदीने में

आए जब मेरे आक़ा, कह रही थीं ये माएँ
दफ़्न अब नहीं होंगी बेटियाँ मदीने में

जब भी उन के दर जाऊँ, क़ैद हो के रह जाऊँ
हैं रिहाई से बेहतर बेड़ियाँ मदीने में

नात-ख़्वाँ: हाफ़िज़ मुनीर अहमद


کیا بتاؤں کتنی ہیں خوبیاں مدینے میں
خار کو بھی چومے ہیں تتلیاں مدینے میں

زاہدوں کی سانسیں بھی اس طرح نہیں چلتیں
جس ادب سے چلتی ہیں آندھیاں مدینے میں

آئے جب میرے آقا، کہہ رہی تھیں یہ مائیں
دفن اب نہیں ہوں گی بیٹیاں مدینے میں

جب بھی ان کے در جاؤں، قید ہو کے رہ جاؤں
ہیں رہائی سے بہتر بیڑیاں مدینے میں

نعت خواں: حافظ منیر احمد


Ghaus Piya Ke Pyaare Qadam Ka Rutba Hi Kuchh Aisa Hai – Manqabat Lyrics in Roman English, Hindi & Urdu | ग़ौस पिया के प्यारे क़दम का रुत्बा ही कुछ ऐसा है


Karenge Nabi Jo Karam Dheere Dheere – Naat Lyrics in Roman English, Hindi & Urdu | करेंगे नबी जो करम धीरे धीरे


Ye Dil Teri Yaadon Se Mehakta Hi Rahega – Naat Lyrics in Roman English, Hindi & Urdu | ये दिल तेरी यादों से महकता ही रहेगा


Afsoos Sar Se Baap Ka Saaya Chala Gaya – Nasheed Lyrics in Roman English, Hindi & Urdu | अफ़सोस सर से बाप का साया चला गया


Read the beautiful Naat Kya Bataaoon Kitni Hain Khoobiyaan Madine Mein in Roman English, Hindi, and Urdu. This heartfelt kalaam beautifully describes the unmatched beauty, peace, adab, and spiritual atmosphere of Madina. The verses express deep love for Madina Sharif and the desire to remain connected to the blessed city. The Naat is recited by Haafiz Muneer Ahmad.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top