Khushbuon Se Dar-o-Deewar Sanwar Jaate Hain complete Naat lyrics in Roman English, Hindi & Urdu with beautiful Madina Islamic artwork

Khushbuon Se Dar-o-Deewar Sanwar Jaate Hain – Naat Lyrics in Roman English, Hindi & Urdu | खुश्बुओं से दर-ओ-दीवार सँवर जाते हैं

Khushbuon Se Dar-o-Deewar Sanwar Jaate Hain – Naat Lyrics in Roman English


Khushbuon Se Dar-o-Deewar Sanwar Jaate Hain
Jis Gali Se Mere Sarkar Guzar Jaate Hain

Mahfil-e-Aal-e-Nabi Ghar Mein Sajate Rahiye
Zikr-e-Shabbir Se Halaat Sanwar Jaate Hain

Apni Bakhshish Ki Sanad Main Ne Unhen Mana Hai
Zikr-e-Sarkar Mein Lamhe Jo Guzar Jaate Hain

Shahr-e-Sarkar Ki Noorani Fiza Zindabad
Roshni Lene Jahan Shams-o-Qamar Aate Hain

Bil-Yaqeen Naat Ke Ashaar Wahi Hain Sachche
Kaan Mein Parhte Hi Jo Dil Mein Utar Jaate Hain

Azmat-e-Shahr-e-Madina Ho Bayan Kaise Jahan
Noori Qudsi Bhi Samete Hue Par Aate Hain

Naat Khwan:
Mumtaz Tandvi


खुश्बुओं से दर-ओ-दीवार सँवर जाते हैं
जिस गली से मेरे सरकार गुज़र जाते हैं

महफ़िल-ए-आल-ए-नबी घर में सजाते रहिए
ज़िक्र-ए-शब्बीर से हालात सँवर जाते हैं

अपनी बख़्शिश की सनद मैं ने उन्हें माना है
ज़िक्र-ए-सरकार में लम्हे जो गुज़र जाते हैं

शहर-ए-सरकार की नूरानी फ़िज़ा ज़िंदाबाद
रौशनी लेने जहाँ शम्स-ओ-क़मर आते हैं

बिल-यक़ीन ना’त के अश्आर वही हैं सच्चे
कान में पढ़ते ही जो दिल में उतर जाते हैं

अज़मत-ए-शहर-ए-मदीना हो बयाँ कैसे जहाँ
नूरी क़ुदसी भी समेटे हुए पर आते हैं

ना’त-ख़्वाँ:
मुमताज़ टांडवी


خوشبوؤں سے در و دیوار سنور جاتے ہیں
جس گلی سے میرے سرکار گزر جاتے ہیں

محفلِ آلِ نبی گھر میں سجاتے رہیے
ذکرِ شبیر سے حالات سنور جاتے ہیں

اپنی بخشش کی سند میں نے انہیں مانا ہے
ذکرِ سرکار میں لمحے جو گزر جاتے ہیں

شہرِ سرکار کی نورانی فضا زندہ باد
روشنی لینے جہاں شمس و قمر آتے ہیں

بالیقین نعت کے اشعار وہی ہیں سچے
کان میں پڑھتے ہی جو دل میں اتر جاتے ہیں

عظمتِ شہرِ مدینہ ہو بیاں کیسے جہاں
نوری قدسی بھی سمیٹے ہوئے پر آتے ہیں

نعت خواں:
ممتاز ٹانڈوی


Raza Hamari Jaan – Manqabat Lyrics in Roman English, Hindi & Urdu | रज़ा हमारी जान


Jo Ishq-e-Nabi Ke Jalwon Ko Seenon Mein Basaya Karte Hain – Naat Lyrics in Roman English, Hindi & Urdu | जो इश्क़-ए-नबी के जल्वों को सीनों में बसाया करते हैं


Firaq-e-Madina Mein Dil Gham-Zada Hai – Naat Lyrics in Roman English, Hindi & Urdu | फ़िराक़-ए-मदीना में दिल ग़मज़दा है


Khushbuon Se Dar-o-Deewar Sanwar Jaate Hain is a beautiful Naat that expresses the spiritual beauty and blessings associated with the beloved Prophet Muhammad ﷺ and the sacred city of Madina. Every verse reflects love, devotion, and admiration for the Noor of the Prophet ﷺ. Read the complete lyrics in Roman English, Hindi, and Urdu with easy-to-read formatting.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top