Chal Qalam Ab Hamd E Rabb Maqsood Hai – Hamd Lyrics in Roman English, Hindi & Urdu | चल क़लम अब हम्दे रब मक़सूद है

Chal Qalam Ab Hamd E Rabb Maqsood Hai – Hamd Lyrics in Roman English


Chal Qalam Ab Hamd E Rabb Maqsood Hai
Tera Mera Sab Ka Jo Ma’bood Hai

Hai Wahi Shahid Wahi Mash-hud Hai
Noor Uska Har Jagah Maujood Hai

Usne Hi Humko Bakshe Hay Humko Mustafa
Ye Na Ho To Zindagi Be Sood Hai

Yu To Hai Quraa(n) Hidayat Ki Kitaab
Par Kisi Ka Tazkera Maqsood Hai

Wad-duha Wash-shams Jiski Shaan Hai
Haan Wahi Ahmed Wahi Mehmood Hai

Unn Ka Charcha Har Jabaa(n) Par Hai Rawaa(n)
Unki Khushbu Har Jagah Maujood Hai

Azmat E Ahmad Me Jisko Hai Shuba
Haan Wahi Shaitaa(n) Wahi Mardood Hai

Aur Jo Karta Hai Unn Par Jaa(n) Fida
Wo Mubarak Hai Wahi Mas-ud Hai

Noor Ki Barsaat Hoti Hai Waha
Jis Jagah Par Mehfil E Maulood Hai

Padhte Rahiye Nazmi Naat E Mustafa
Haan Isi Me Rooh Ki Beh-bud Hai


चल क़लम अब हम्दे रब मक़सूद है
तेरा मेरा सब का जो माबूद
है

है वही शाहिद वही मशहूद है
नूर उसका हर जगह मौजूद है

उसने ही हमको बख्शे हैं हमको मुस्तफ़ा
ये न हो तो ज़िन्दगी बे-सूद है

यूँ तो है क़ुरआन हिदायत की किताब
पर किसी का तज़्किरा मक़सूद है

वद्दुहा वश्शम्स जिसकी शान है
हाँ वही अहमद वही महमूद है

उनका चर्चा हर ज़बाँ पर है रवाँ
उनकी खुशबू हर जगह मौजूद है

अज़मत-ए-अहमद में जिसको है शुबा
हाँ वही शैतान वही मरदूद है

और जो करता है उन पर जाँ फ़िदा
वो मुबारक है वही मसऊद है

नूर की बरसात होती है वहाँ
जिस जगह पर महफ़िल-ए-मौलूद है

पढ़ते रहिए नज़्मी नात-ए-मुस्तफ़ा
हाँ इसी में रूह की बेहबूद है


چل قلم اب حمدِ رب مقصود ہے
تیرا میرا سب کا جو معبود ہے

ہے وہی شاہد وہی مشہود ہے
نور اُس کا ہر جگہ موجود ہے

اُس نے ہی ہم کو بخشے ہیں ہم کو مصطفیٰ
یہ نہ ہو تو زندگی بے سود ہے

یوں تو ہے قرآن ہدایت کی کتاب
پر کسی کا تذکرہ مقصود ہے

والضحیٰ والشمس جس کی شان ہے
ہاں وہی احمد وہی محمود ہے

اُن کا چرچا ہر زباں پر ہے رواں
اُن کی خوشبو ہر جگہ موجود ہے

عظمتِ احمد میں جس کو ہے شبہ
ہاں وہی شیطان وہی مردود ہے

اور جو کرتا ہے اُن پر جاں فدا
وہ مبارک ہے وہی مسعود ہے

نور کی برسات ہوتی ہے وہاں
جس جگہ پر محفلِ مولود ہے

پڑھتے رہیے نظمی نعتِ مصطفیٰ
ہاں اسی میں روح کی بہبود ہے


👉 Emotional Naat Lyrics


Chaayaa Hai Kaif Dil Par Qadmon Me Baith Kar – Naat Lyrics in Roman English, Hindi & Urdu | छाया है कैफ़ दिल पर क़दमों में बैठ कर


Chal Qalam Ab Hamd E Rabb Maqsood Hai ek khoobsurat Hamd o Naatiya Kalam hai jisme Allah Ta’ala ki hamd ke saath Nabi-e-Kareem ﷺ ki azmat aur fazilat ko bayan kiya gaya hai. Ye kalam Qurani isharaat aur muhabbat-e-Mustafa ﷺ ke jazbe se bharpoor hai.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top