Allah Hu Se Qalb Jagaye Jaa – Naat Lyrics in Roman English
Allah Hu, Allah Hu, Allah Hu, Allah Hu,
Allah Hu, Allah Hu, Allah Hu, Allah Hu,
Allah Hu, Allah Hu, Allah Hu, Allah Hu,
Allah Hu, Allah Hu, Allah Hu, Allah Hu.
Lailaha Illa Llah, Illa Llahu Illa Llah
Allah Hu Se Qalb Jagaye Jaa
Lailaha Illa Llah, Illa Llahu Illa Llah
Allah Hu Se Qalb Jagaye Jaa
Sada Hogi Nai Jawani, Saari Dunya Hai Faani
Faani Dunya Nu Kalma, Parhaye Jaa
Lailaha Illa Llah, Illa Llahu Illa Llah
Allah Hu Se Qalb Jagaye Jaa
Dunya Ke Dhande Chorr, Allah Se Tu Naata Jorr
Honton Pe Hai Allah Allah, Dil Mein Chupa Hai Chor
Jhooti Baatein Na Tu Kar, Sunta Ja Oh Bekhabar
Sachi Baate Tu Sab Ko Sunaye Jaa
Sab Se Bada Hai Yaaro Rutba Quda Ka
Koi Bi Hisaab Nahi Us Ki Adaa Ka
Sab Us Ne Banaya Har Shay Me Samaya
Naam Us Ka Wazeefa Banae Jaa
Phoolo Aur Kaliyo Me Us Ka Hi Rang Hai
Us Ka Hi Naam Meri Dhadkano Ke Sang Hai
Do Jahaan Ka Hai Rab Wohi Paalta Hai Sab
Khaa Rizq Tu Shuk Manaae Jaa
Bhatke Huon Ko Wo Rasta Dikhaata Hai
Mushkilo Me Naam Us Ka Hi Kaam Aata Hai
Bas Ek Quda Nahi Us Ke Siwa
But Baatil Ke Tu Girae Jaa
Baad Quda Ke Unchi Aqaa Ki Shaan Hai
Allah Ka Nabi Mera Deen O Emaan Hai
Tu Samajh Be Aqal Rahe Mustafa Pe Chal
Lo Pyaare Nabi Se Lagaye Jaa
Hamd Mai Likhoon Maula Meri Kya Aokhaat Hai
Baqsh De Maula Mere Teri Unchi Zaat Hai
Rab Raazi Nabi Bhi Raazi Bani Baat Sheraazi
Hu Hu Ki Zarpe Lagaye Jaa
Adha Kilo Jo Aik Bakri Ziba Ki
Saath Nabi Ke Saari Fauj Khaane Aayi Thi
Hue Jaber Hairan, Diya Aaqa Ne Farma
Khaana Khatm Na Hoga, Khilaye Ja
Mere Pyaare Aaqa, Iss Dunya Mein Aaye Hain
Andheron Mein Roshni, Woh Paida Karna Aaye Hain
Pyaare Aaqa Ne Farmaya, Kufr Khatm Hoga Saara
Naara Haq Wala, Hardam Tu Lagaye Jaa
Amma Halima, Jab Makkah Mein Aayee Thi
Har Darwaze, Nah Nah Ki Awaaz Aayi Thi
Bibi Amina Farmaya, Pareshan Nai Hona
Saada Sohna Hunn Karam Kamayega
Allah Hu Da Wird Har Koi Pakaunda Ay
Ya Rasool Llah Da Naara, Koi Koi Launda Ay
Bolo Naraey Risalat, Bolo Naraey Risalat
Naara Laake Tu Najdi Bhagaaye Jaa




