Aarzoo Madine Ki Mera Dil Lubhati Hai Naat Lyrics in Roman English

Aarzoo Madine Ki Mera Dil Lubhati Hai – Naat Lyrics in Roman English, Hindi and Urdu || आरज़ू मदीने की मेरा दिल लुभाती है

Aarzoo Madine Ki Mera Dil Lubhati Hai – Naat Lyrics in Roman English, Hindi and Urdu


Aarzoo Madine Ki Mera Dil Lubhaati Hai
Kya Karein Ghareebi Mein Bebasi Rulaati Hai

Karwatein Badalti Hain Hasratein Mere Dil Mein
Gulshan-e-Madina Ki Jab Bhi Yaad Aati Hai

Furqat-e-Madina Mein Raat Bhar, Mere Maula!
Neend Meri Aankhon Mein Aati Aur Jaati Hai

Subah Bhi Madine Ki, Shaam Bhi Madine Ki
Mustafa Ke Jalwon Mein Har Ghadi Nahaati Hai

Mil Gaya Muhammad Ka Boond Bhar Paseena Tha
Aaj Tak Gulaabon Mein Khushboo Us Ki Aati Hai

Choom Kar Shah-e-Deen Ke Qadam-e-Naaz Se, Sajjad!
Aaj Tak Masarrat Mein Khuld Muskurati Hai

Shayar:
Sajjad Nizami

Naat-Khwan:
Sajjad Nizami


आरज़ू मदीने की मेरा दिल लुभाती है
क्या करें ग़रीबी में बेबसी रुलाती है

करवटें बदलती हैं हसरतें मेरे दिल में
गुलशन-ए-मदीना की जब भी याद आती है

फ़ुर्क़त-ए-मदीना में रात भर, मेरे मौला!
नींद मेरी आँखों में आती और जाती है

सुबह भी मदीने की, शाम भी मदीने की
मुस्तफ़ा के जल्वों में हर घड़ी नहाती है

मिल गया मुहम्मद का बूँद भर पसीना था
आज तक गुलाबों में ख़ुश्बू उस की आती है

चूम कर शह-ए-दीं के क़दम-ए-नाज़ से, सज्जाद!
आज तक मसर्रत में ख़ुल्द मुस्कुराती है

शायर:
सज्जाद निज़ामी

ना’त-ख़्वाँ:
सज्जाद निज़ामी


آرزو مدینے کی میرا دل لبھاتی ہے
کیا کریں غریبی میں بے بسی رلاتی ہے

کروٹیں بدلتی ہیں حسرتیں میرے دل میں
گلشنِ مدینہ کی جب بھی یاد آتی ہے

فرقتِ مدینہ میں رات بھر، میرے مولا!
نیند میری آنکھوں میں آتی اور جاتی ہے

صبح بھی مدینے کی، شام بھی مدینے کی
مصطفیٰ کے جلووں میں ہر گھڑی نہاتی ہے

مل گیا محمد کا بوند بھر پسینہ تھا
آج تک گلابوں میں خوشبو اس کی آتی ہے

چوم کر شہِ دیں کے قدمِ ناز سے، سجاد!
آج تک مسرت میں خلد مسکراتی ہے

شاعر:
سجاد نظامی

نعت خواں:
سجاد نظامی


Noor-e-Haq Jalwa-Numa Tha Mujhe Ma’loom Na Tha – Naat Lyrics in Roman English, Hindi and Urdu || नूर-ए-हक़ जल्वा-नुमा था मुझे मालूम न था


Har-Su Hai Izhaar Madine Wale Ka – Naat Lyrics in Roman English, Hindi and Urdu || हर-सू है इज़हार मदीने वाले का


Shab-e-Furqat Hai Dil Mein Iztiraab Aaya To Kya Hoga – Naat Lyrics in Roman English, Hindi and Urdu || शब-ए-फ़ुर्क़त है दिल में इज़्तिराब आया तो क्या होगा


Aarzoo Madine Ki Mera Dil Lubhati Hai is a beautiful and emotional Urdu Naat written and recited by Sajjad Nizami. This heart-touching Kalam expresses the deep desire to visit Madina Sharif and the love and devotion associated with the blessed city. Read the complete Naat lyrics in Roman English, Hindi and Urdu and enjoy these soulful verses.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top