Qismat Se Guzar Jaaye Ek Raat Madine Mein Naat Lyrics

Qismat Se Guzar Jaaye Ek Raat Madine Mein-Naat Lyrics in Roman English, Hindi and Urdu || क़िस्मत से गुज़र जाए एक रात मदीने में

Qismat Se Guzar Jaaye Ek Raat Madine Mein-Naat Lyrics in Roman English, Hindi and Urdu


Qismat se guzar jaaye ek raat Madine mein
Aaqa ko sunaunga phir Naat Madine mein

Patthar bhi chamakte hain, sona bhi nikalta hai
Shahron se bhi achchhe hain dehaat Madine mein

Allah re taabaani! Shahon ne qadam choome
Dekhi ye ghulaamon ki auqaat Madine mein

Ai baad-e-saba! Tujh ko itna bhi nahin ma’loom
Bat’ti hai nawaason ki khairaat Madine mein

Ai maut! Abhi ruk ja, us waqt chali aana
Sarkaar hon aur hum hon ek saath Madine mein

Mehmaan-e-Muhammad ko zehmat agar hoti hai
Aate hain madad karne sau haath Madine mein

Naat-Khwaan:
Zainul Aabideen Kanpuri


क़िस्मत से गुज़र जाए एक रात मदीने में
आक़ा को सुनाऊँगा फिर ना’त मदीने में

पत्थर भी चमकते हैं, सोना भी निकलता है
शहरों से भी अच्छे हैं देहात मदीने में

अल्लाह रे ताबानी! शाहों ने क़दम चूमे
देखी ये ग़ुलामों की औक़ात मदीने में

ऐ बाद-ए-सबा! तुझ को इतना भी नहीं मा’लूम
बँटती है नवासों की ख़ैरात मदीने में

ऐ मौत! अभी रुक जा, उस वक़्त चली आना
सरकार हों और हम हों एक साथ मदीने में

मेहमान-ए-मुहम्मद को ज़हमत अगर होती है
आते हैं मदद करने सौ हाथ मदीने में

ना’त-ख़्वाँ:
ज़ैनुल आबिदीन कानपुरी


اردو

قسمت سے گزر جائے ایک رات مدینے میں
آقا کو سناؤں گا پھر نعت مدینے میں

پتھر بھی چمکتے ہیں، سونا بھی نکلتا ہے
شہروں سے بھی اچھے ہیں دیہات مدینے میں

اللہ رے تابانی! شاہوں نے قدم چومے
دیکھی یہ غلاموں کی اوقات مدینے میں

اے بادِ صبا! تجھ کو اتنا بھی نہیں معلوم
بٹتی ہے نواسوں کی خیرات مدینے میں

اے موت! ابھی رک جا، اُس وقت چلی آنا
سرکار ہوں اور ہم ہوں ایک ساتھ مدینے میں

مہمانِ محمد کو زحمت اگر ہوتی ہے
آتے ہیں مدد کرنے سو ہاتھ مدینے میں

نعت خواں:
زین العابدین کانپوری


Nisaab-e-‘Ishq-o-Wafa Sayyida Khadija-Manqabat Lyrics in Roman English, Hindi and Urdu || निसाब-ए-‘इश्क़-ओ-वफ़ा सय्यिदा ख़दीजा हैं


Ya Ghaus! Ho Tum Abdul Qaadir-Manqabat Lyrics in Roman English, Hindi and Urdu || या ग़ौस! हो तुम अब्दुल क़ादिर


Jahaan Bhi Ho Waheen Se Do Sada Sarkar Sunte Hain-Naat Lyrics in Roman English, Hindi and Urdu || जहाँ भी हो वहीं से दो सदा सरकार सुनते हैं


Qismat Se Guzar Jaaye Ek Raat Madeene Mein is a beautiful Islamic Naat expressing the deep love and longing to visit Madina Sharif and present a Naat before the beloved Prophet Muhammad ﷺ. Its verses describe the spiritual beauty of Madina, the blessings associated with the sacred city, and the heartfelt desire to spend a night there. Recited by Zainul Aabideen Kanpuri, this Naat’s complete lyrics are presented in Roman English, Hindi, and Urdu.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top