
Ya Nabi Nazre Karam Farmana Lyrics || या नबी नज़र-ए-करम फरमाना ऐ हसनैन के नाना
Ya Nabi Nazre Karam Farmana Lyrics Ya Nabi Nazr-e-Karam Farmaana Aye Hasnain Ke Naana Zahra Paak Ke Sadqe Humko Taiba Mein Bulana Aye Hasnain Ke Naana Ya Nabi Nazr-e-Karam Farmaana Aye Hasnain Ke Naana Aap Ke Dar Ka Main Hoon Bhikari Aap Hain Mere Daata Saare Rishte...
Aap Ke Darbar Se Khali Gaya Koi Nahi || आप के दरबार से खाली गया कोई नहीं
Aap Ke Darbar Se Khali Gaya Koi Nahi Aap ke Darbar se khali gaya koi nahi Hain sakhi lakhon yahaan par Aap sa koi nahin Aap ke dohar mein dono jahaan ki nematein Aap ke lutf-o-karam ki intihaa koi nahin Jab liya Naam-e-Muhammad mushkilein hall ho gayin Kaun kehta hai...
un ke andaz-e-karam un pe wo aana dil ka || उनके अंदाज़े करम, उन पे वो आना दिल का
un ke andaz-e-karam un pe wo aana dil ka un ke andaaz-e-karam un pe wo aana dil ka Hai woh waqt, woh baatein, woh zamaana dil ka Na suna us ne tawajju se fasana dil ka Umar guzri, magar dard na jaana dil ka Kuch nai baat nahin husn pe aana dil ka Mashghala hai yeh...
Chalo Dayaar-e-Nabi Ki Jaanib Durood Lab Par Saja Saja Kar || चलो दयार-ए-नबी की जानिब, दुरूद लब पर सजा सजा कर
Chalo Dayaar-e-Nabi Ki Jaanib Durood Lab Par Saja Saja Kar Chalo Diyaar-e-Nabi Ki Jaanib Durood Lab Par Saja Saja Kar Bahaar luuttain ge ham karam ki dilon ko daman bana bana kar Na un ke jesa sakhi hei koii na un ke jesa ghani hei koii Wo be-nawa-o ko har jaga se...
Apni Nisbat Se Mein Kuch Nahi Hoon || अपनी निस्बत से मैं कुछ नहीं हूँ
Apni Nisbat Se Mein Kuch Nahi Hoon – Naat Lyrics Apni Nisbat Se Mein Kuch Nahi Hu Iss Karam Ki Badolat Barha Hu Unkay Tukroon Say Ezaz Pa Kar Tajdaroon Ki Saf Mein Khara Hu Iss Karam Ko Magar Kiya Kaho Gay Meinay Mana Mein Saab Say Bura Hoon Jo Buroon Ko Samatay Huey...
Balagal Ula Bi Kamalihi Naat Lyrics || बलग़ल उला बि कमालिही
Balagal Ula Bi Kamalihi Naat Lyrics Balaghal ula Bi kamalihi Kashafad duja bi jamalihi Hasunat jami'u khisalihi Sallu alaihi wa alihi. Na kahin se door hain manzilen Na koi qareeb ki baat hai Jise chahen usko nawaz dein Ye dar-e-Habib ki baat hai. Jise chaaha dar pe...
Dar e Nabi Par Para Rahoon Ga || दरे नबी पर पड़ा रहूंगा
Dar e Nabi Par Para Rahoon Ga Dare nabi par para rahoon ga, parre hi rehne se kaam hoga Kabhi to qismat khule gi meri, kabhi to mera salam hoga Khilafe maashooq kuch huwa hai, na koi aashiq se kaam hoga Khuda bhi hoga udhar bhi aye dil, jidhar woh aali maqam hoga Kiye...
دل درد سے بسمل کی طرح لوٹ رہا ہو دل درد سے بسمل کی طرح لوٹ رہا ہو سینے پہ تسلی کو ترا ہاتھ دھرا ہو کیوں اپنی گلی میں وہ روادارِ صدا ہو جو بھیک لیے راہِ گدا دیکھ رہا ہو گر وقتِ اجل سر تری چوکھٹ پہ جھکا ہو جتنی ہو قضا ایک ہی سجدہ میں اَدا ہو ہمسایۂ رحمت ہے ترا سایۂ...
Dil Dard Se Bismil Ki Tarah Lot Raha Ho || दिल दर्द से बिस्मिल की तरह लोट रहा हो
Dil Dard Se Bismil Ki Tarah Lot Raha Ho Dil dard se bismil ki tarha laut raha ho Seene pe tasalli ko tera haath dharaa ho Gar waqt-e-ajal sar teri chaukhat pe jhuka ho Jitni ho qazaa ek hi sajde mein adaa ho Tum zaat-e-khuda se na judaa ho na khuda ho Allah ko maaloom...
Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar || फासलों को तकल्लुफ़ है हमसे अगर
Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar Faslon ko takalluf hai hum se agar Hum bhi bebas nahin, be sahara nahin Khud unhi ko pukarenge hum door se Raste mein agar paon thak jayenge Hum Madine mein tanha nikal jayenge Aur galiyon mein qasdan bhatak jayenge Hum wahan ja ke...