Main bhi Aaqa wo tere dar ke nazare dekhun naat lyrics

Main Bhi Aaqa Wo Tere Dar Ke Nazare Dekhun – Naat Lyrics in Roman English, Hindi & Urdu | मैं भी, आक़ा ! वो तेरे दर के नज़ारे देखूँ

Main Bhi Aaqa Wo Tere Dar Ke Nazare Dekhun – Naat Lyrics in Roman English


Main bhi, Aaqa! wo tere dar ke nazare dekhun
Jitne manzar hain Madine ke wo saare dekhun

Main bhi, Aaqa! wo tere dar ke nazare dekhun

Aap ke pehlu mein lete hain Abu-Bakr-o-Umar
Roze mein aap ke wo yaar piyare dekhun

Main bhi, Aaqa! wo tere dar ke nazare dekhun

Subh-o-shaam aate hain Qudsi bhi salaami ke liye
Khuld ke milte hain jis dar se ishaare dekhun

Main bhi, Aaqa! wo tere dar ke nazare dekhun

Sab ke bharte hain wahan kaase, wo dar hai aisa
Kaise milte hain wahan sab ko sahaare dekhun

Main bhi, Aaqa! wo tere dar ke nazare dekhun

Kamli wale ka main mangta hoon, jahaan walo! suno
Dekh kar ghair ki jaanib kyun khasare dekhun

Main bhi, Aaqa! wo tere dar ke nazare dekhun

Badi hasrat hai, Shahab! Aaqa bulayen dar pe
Apni qismat ke chamakte main sitaare dekhun

Main bhi, Aaqa! wo tere dar ke nazare dekhun

Shayar
Muhammad Shahabuddin Saifi

Naat Khwan
Umair Munir Qadri


मैं भी, आक़ा ! वो तेरे दर के नज़ारे देखूँ
जितने मंज़र हैं मदीने के वो सारे देखूँ

मैं भी, आक़ा ! वो तेरे दर के नज़ारे देखूँ

आप के पहलू में लेटे हैं अबू-बक्र-ओ-‘उमर
रौज़े में आप के वो यार पियारे देखूँ

मैं भी, आक़ा ! वो तेरे दर के नज़ारे देखूँ

सुब्ह-ओ-शाम आते हैं क़ुदसी भी सलामी के लिए
ख़ुल्द के मिलते हैं जिस दर से इशारे देखूँ

मैं भी, आक़ा ! वो तेरे दर के नज़ारे देखूँ

सब के भरते हैं वहाँ कासे, वो दर है ऐसा
कैसे मिलते हैं वहाँ सब को सहारे देखूँ

मैं भी, आक़ा ! वो तेरे दर के नज़ारे देखूँ

कमली वाले का मैं मँगता हूँ, जहाँ वालो ! सुनो
देख कर ग़ैर की जानिब क्यूँ ख़सारे देखूँ

मैं भी, आक़ा ! वो तेरे दर के नज़ारे देखूँ

बड़ी हसरत है, शहाब ! आक़ा बुलाएँ दर पे
अपनी क़िस्मत के चमकते मैं सितारे देखूँ

मैं भी, आक़ा ! वो तेरे दर के नज़ारे देखूँ

शायर:
मुहम्मद शहाबुद्दीन सैफ़ी

ना’त-ख़्वाँ:
उमेर मुनीर क़ादरी


میں بھی، آقا ! وہ تیرے در کے نظارے دیکھوں
جتنے منظر ہیں مدینے کے وہ سارے دیکھوں

میں بھی، آقا ! وہ تیرے در کے نظارے دیکھوں

آپ کے پہلو میں لیٹے ہیں ابوبکر و عمر
روضے میں آپ کے وہ یار پیارے دیکھوں

میں بھی، آقا ! وہ تیرے در کے نظارے دیکھوں

صبح و شام آتے ہیں قدسی بھی سلامی کے لیے
خُلد کے ملتے ہیں جس در سے اشارے دیکھوں

میں بھی، آقا ! وہ تیرے در کے نظارے دیکھوں

سب کے بھرتے ہیں وہاں کاسے، وہ در ہے ایسا
کیسے ملتے ہیں وہاں سب کو سہارے دیکھوں

میں بھی، آقا ! وہ تیرے در کے نظارے دیکھوں

کملی والے کا میں منگتا ہوں، جہاں والو ! سنو
دیکھ کر غیر کی جانب کیوں خسارے دیکھوں

میں بھی، آقا ! وہ تیرے در کے نظارے دیکھوں

بڑی حسرت ہے، شہاب ! آقا بلائیں در پہ
اپنی قسمت کے چمکتے میں ستارے دیکھوں

میں بھی، آقا ! وہ تیرے در کے نظارے دیکھوں

شاعر:
محمد شہاب الدین سیفی

نعت خواں:
عمیر منیر قادری


Most Beautiful Naat Lyrics Collection – Top 10 Islamic Naats in Roman, Hindi & Urdu | सबसे खूबसूरत ना’त कलेक्शन


Aap Ka Main Ummati Hoon Ye Meri Qismat Huzoor – Naat Lyrics in Roman English, Hindi & Urdu | आप का मैं उम्मती हूँ ये मेरी क़िस्मत, हुज़ूर !


Main Bhi Aaqa Wo Tere Dar Ke Nazare Dekhun is a heart-touching naat filled with the longing to visit Madina Sharif and witness the blessed sights of the Roza-e-Rasool ﷺ. This emotional kalam beautifully expresses the desire of a عاشق-e-रसूल to stand in the sacred city of Madina.If you are searching for Main Bhi Aaqa Wo Tere Dar Ke Nazare Dekhun lyrics, here you will find full lyrics in Roman English, Hindi, and Urdu.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top