Jis Dar Pe Ghulamon Ke Haalaat Badalte Hain Naat Lyrics in Roman English Hindi and Urdu

Jis Dar Pe Ghulamon Ke Haalaat Badalte Hain – Naat Lyrics in Roman English, Hindi and Urdu || जिस दर पे ग़ुलामों के हालात बदलते हैं

Jis Dar Pe Ghulamon Ke Haalaat Badalte Hain – Naat Lyrics in Roman English, Hindi and Urdu


Jis Dar Pe Ghulamon Ke Haalaat Badalte Hain
Aao Usi Aaqa Ke Darbaar Mein Chalte Hain

Ye Apna Aqeedah Hai, Jaayenge Woh Jannat Mein
Sarkaar Ki Seerat Ke Saanche Mein Jo Dhalte Hain

Jis Dar Pe Ghulamon Ke Haalaat Badalte Hain
Aao Usi Aaqa Ke Darbaar Mein Chalte Hain

Lillah Bula Lijiye Dukh-Dard Ke Maaron Ko
Taiba Ki Ziyaarat Ko Armaan Machalte Hain

Jis Dar Pe Ghulamon Ke Haalaat Badalte Hain
Aao Usi Aaqa Ke Darbaar Mein Chalte Hain

Hota Hai Karam Jin Pe Sultan-e-Madina Ka
Toofaan Ki Maujon Se Be-Khauf Nikalte Hain

Jis Dar Pe Ghulamon Ke Haalaat Badalte Hain
Aao Usi Aaqa Ke Darbaar Mein Chalte Hain

Tu Adna Gada Ban Ja Sarkaar Ki Chaukhat Ka
Sab Shaah-o-Gada Jin Ki Khairaat Pe Palte Hain

Jis Dar Pe Ghulamon Ke Haalaat Badalte Hain
Aao Usi Aaqa Ke Darbaar Mein Chalte Hain

Kehta Hoon, Mu’een! Us Dam Main Naat-e-Shaah-e-Waala
Jazbaat Mere Jis Dam Ashaar Mein Dhalte Hain

Jis Dar Pe Ghulamon Ke Haalaat Badalte Hain
Aao Usi Aaqa Ke Darbaar Mein Chalte Hain

Naat-Khwan:
Sayyid Hassaanullah Hussaini


जिस दर पे ग़ुलामों के हालात बदलते हैं
आओ उसी आक़ा के दरबार में चलते हैं

ये अपना ‘अक़ीदा है, जाएँगे वो जन्नत में
सरकार की सीरत के साँचे में जो ढलते हैं

जिस दर पे ग़ुलामों के हालात बदलते हैं
आओ उसी आक़ा के दरबार में चलते हैं

लिल्लाह बुला लीजिए दुख-दर्द के मारों को
तयबा की ज़ियारत को अरमान मचलते हैं

जिस दर पे ग़ुलामों के हालात बदलते हैं
आओ उसी आक़ा के दरबार में चलते हैं

होता है करम जिन पे सुल्तान-ए-मदीना का
तूफ़ान की मौजों से बे-ख़ौफ़ निकलते हैं

जिस दर पे ग़ुलामों के हालात बदलते हैं
आओ उसी आक़ा के दरबार में चलते हैं

तू अदना गदा बन जा सरकार की चौखट का
सब शाह-ओ-गदा जिन की ख़ैरात पे पलते हैं

जिस दर पे ग़ुलामों के हालात बदलते हैं
आओ उसी आक़ा के दरबार में चलते हैं

कहता हूँ, मु’ईन! उस दम मैं ना’त-ए-शह-ए-वाला
जज़्बात मेरे जिस दम अश’आर में ढलते हैं

जिस दर पे ग़ुलामों के हालात बदलते हैं
आओ उसी आक़ा के दरबार में चलते हैं

ना’त-ख़्वाँ:
सय्यिद हस्सानुल्लाह हुसैनी


جس در پہ غلاموں کے حالات بدلتے ہیں
آؤ اُسی آقا کے دربار میں چلتے ہیں

یہ اپنا عقیدہ ہے، جائیں گے وہ جنت میں
سرکار کی سیرت کے سانچے میں جو ڈھلتے ہیں

جس در پہ غلاموں کے حالات بدلتے ہیں
آؤ اُسی آقا کے دربار میں چلتے ہیں

للہ بلا لیجیے دکھ درد کے ماروں کو
طیبہ کی زیارت کو ارمان مچلتے ہیں

جس در پہ غلاموں کے حالات بدلتے ہیں
آؤ اُسی آقا کے دربار میں چلتے ہیں

ہوتا ہے کرم جن پہ سلطانِ مدینہ کا
طوفان کی موجوں سے بے خوف نکلتے ہیں

جس در پہ غلاموں کے حالات بدلتے ہیں
آؤ اُسی آقا کے دربار میں چلتے ہیں

تو ادنیٰ گدا بن جا سرکار کی چوکھٹ کا
سب شاہ و گدا جن کی خیرات پہ پلتے ہیں

جس در پہ غلاموں کے حالات بدلتے ہیں
آؤ اُسی آقا کے دربار میں چلتے ہیں

کہتا ہوں، معین! اُس دم میں نعتِ شاہِ والا
جذبات میرے جس دم اشعار میں ڈھلتے ہیں

جس در پہ غلاموں کے حالات بدلتے ہیں
آؤ اُسی آقا کے دربار میں چلتے ہیں

نعت خواں:
سید حسان اللہ حسینی


Kyun Bhala Bekaar Ki Baatein Karein – Naat Lyrics in Roman English, Hindi and Urdu || क्यूँ भला बेकार की बातें करें


Ae Saba Sarkaar Ki Baatein Sunaa – Naat Lyrics in Roman English, Hindi and Urdu || ऐ सबा सरकार की बातें सुना


Ab Shaan-e-Sahaba Pe Main Ashaar Kya Likhun – Nasheed Lyrics in Roman English, Hindi and Urdu || अब शान-ए-सहाबा पे मैं अश’आर क्या लिखूँ


Zabaan Se Kya Main Kahoon Aap Se Chhupa Kya Hai – Naat Lyrics in Roman English, Hindi and Urdu || ज़बाँ से क्या मैं कहूँ आप से छुपा क्या है


Jis Dar Pe Ghulamon Ke Haalaat Badalte Hain is a beautiful and heart-touching Naat expressing love, devotion and respect for Prophet Muhammad ﷺ. Its verses describe the blessings of the blessed court of the Prophet ﷺ, the beauty of his Seerat and the spiritual longing to visit Madina Sharif. This soulful Kalam is recited by Sayyid Hassaanullah Hussaini. Read the complete Naat lyrics in Roman English, Hindi and Urdu.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top