Jahan Aaqa Ki Midhat Ho Gayi Hai Naat Lyrics in Roman English

Jahan Aaqa Ki Midhat Ho Gayi Hai – Naat Lyrics in Roman English, Hindi and Urdu || जहाँ आका की मिदहत हो गई है

Jahan Aaqa Ki Midhat Ho Gayi Hai – Naat Lyrics in Roman English, Hindi and Urdu


Jahan Aaqa Ki Midhat Ho Gayi Hai
Jagah Wo Misl-e-Jannat Ho Gayi Hai

Muqaddar Ka Sikandar Hai Wo Jis Ko
Madine Ki Ziyarat Ho Gayi Hai

Mere Aaqa Ne Jo Farma Diya Hai
Wo Ummat Ki Sharee’at Ho Gayi Hai

Ye Tere Doodh Ki ‘Azmat Hai, Zahra!
Jo Neze Par Tilawat Ho Gayi Hai

‘Ali Ke Shahzade! Karbala Mein
Fida Tujh Par Shahadat Ho Gayi Hai

Nabi Ki Naat Ki Barkat Hai Ye Sab
Meri Duniya Mein Shohrat Ho Gayi Hai

Imam Ahmed Raza Khan Ki Badolat
‘Aqeeday Ki Taharat Ho Gayi Hai

Jo Deewana Hai Pyare Mustafa Ka
Hayat! Us Par ‘Inayat Ho Gayi Hai

Naat-Khwan: Aqeelur Rahman Muradabadi


जहाँ आका की मिदहत हो गई है
जगह वो मिस्ल-ए-जन्नत हो गई है

मुक़द्दर का सिकंदर है वो जिस को
मदीने की ज़ियारत हो गई है

मेरे आका ने जो फ़रमा दिया है
वो उम्मत की शरी’अत हो गई है

ये तेरे दूध की ‘अज़मत है, ज़हरा!
जो नेज़े पर तिलावत हो गई है

‘अली के शहज़ादे! कर्बला में
फ़िदा तुझ पर शहादत हो गई है

नबी की ना’त की बरकत है ये सब
मेरी दुनिया में शोहरत हो गई है

इमाम अहमद रज़ा ख़ाँ की बदौलत
‘अक़ीदे की तहारत हो गई है

जो दीवाना है प्यारे मुस्तफ़ा का
हयात! उस पर ‘इनायत हो गई है

ना’त-ख़्वाँ:
अक़ीलुर्रहमान मुरादाबादी


جہاں آقا کی مدحت ہو گئی ہے
جگہ وہ مثلِ جنت ہو گئی ہے

مقدر کا سکندر ہے وہ جس کو
مدینے کی زیارت ہو گئی ہے

میرے آقا نے جو فرما دیا ہے
وہ امت کی شریعت ہو گئی ہے

یہ تیرے دودھ کی عظمت ہے، زہرا!
جو نیزے پر تلاوت ہو گئی ہے

علی کے شہزادے! کربلا میں
فدا تجھ پر شہادت ہو گئی ہے

نبی کی نعت کی برکت ہے یہ سب
میری دنیا میں شہرت ہو گئی ہے

امام احمد رضا خان کی بدولت
عقیدے کی طہارت ہو گئی ہے

جو دیوانہ ہے پیارے مصطفیٰ کا
حیات! اس پر عنایت ہو گئی ہے

نعت خواں:
عقیل الرحمٰن مرادآبادی


Agarche Koi Nahin Hai Huzoor Aap To Hain – Naat Lyrics in Roman English, Hindi and Urdu || अगरचे कोई नहीं है हुज़ूर आप तो हैं


Khwaja Piya Mere Khwaja Piya – Manqabat Lyrics in Roman English, Hindi and Urdu || ख़्वाजा पिया मेरे ख़्वाजा पिया


Dil-e-‘Ushshaaq Mein Yun ‘Azmat-e-Siddiq-e-Akbar Hai – Manqabat Lyrics in Roman English, Hindi and Urdu || दिल-ए-उश्शाक़ में यूँ अज़मत-ए-सिद्दीक़-ए-अकबर है


“Jahan Aaqa Ki Midhat Ho Gayi Hai” is a beautiful Naat expressing love and devotion for Prophet Muhammad ﷺ. The heartfelt verses describe the blessings of Madina Sharif, the greatness of the Prophet’s praise, the sacrifice of Karbala and the importance of faith. This beautiful Kalam also mentions Imam Ahmed Raza Khan and the love of Mustafa ﷺ. Read the complete Naat lyrics in Roman English, Hindi and Urdu, recited by Aqeelur Rahman Muradabadi.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top