Ek Ajab Lutf Is Tarah Jeene Mein Hai – Naat Lyrics in Roman English, Hindi & Urdu | एक अजब लुत्फ़ इस तरह जीने में है

Ek Ajab Lutf Is Tarah Jeene Mein Hai – Naat Lyrics in Roman English


Ek Ajab Lutf Is Tarah Jeene Mein Hai
Main Yahaan Hoon Mera Dil Madine Mein Hai

Maut Aaye Dayaare Nabi Mein Mujhe
Bas Yehi Ek Armaan Seene Mein Hai

Jis Se Sharmaaye Khushbooe Baaghe Jinaa
Woh Mahek Rooh Parwar Paseene Mein Hai

Chahta Hoon Jo Naazir Madawa-e-Gham
Woh Nabi Ki Mubarak Kareemi Mein Hai


एक अजब लुत्फ़ इस तरह जीने में है
मैं यहाँ हूँ मेरा दिल मदीने में
है

मौत आए दयारे नबी में मुझे
बस यही एक अरमान सीने में है

जिस से शर्माए खुशबू-ए-बाग़े जिनाँ
वो महक रूह-परवर पसीने में है

चाहता हूँ जो नाज़िर मदावा-ए-ग़म
वो नबी की मुबारक करीमी में है


ایک عجب لطف اس طرح جینے میں ہے
میں یہاں ہوں میرا دل مدینے میں ہے

موت آئے دیارِ نبی میں مجھے
بس یہی ایک ارمان سینے میں ہے

جس سے شرمائے خوشبوئے باغِ جناں
وہ مہک روح پرور پسینے میں ہے

چاہتا ہوں جو ناظر مداوائے غم
وہ نبی کی مبارک کریمی میں ہے


👉 Heart Touching Islamic Poetry Collection


Eide Nabvi Ka Zamana Aa Gaya – Milad Naat Lyrics in Roman English, Hindi & Urdu | ईदे नबवी का ज़माना आ गया


Eid Aayi Eidon Ki Eid Aayi – Milad Naat Lyrics in Roman English, Hindi & Urdu | ईद आई ईदों की ईद आई


Ek Ajab Lutf Is Tarah Jeene Mein Hai is a beautiful Naat expressing deep love for Madina Munawwara and Prophet Muhammad ﷺ. The kalam reflects the heartfelt desire to remain spiritually connected with Madina and to receive the mercy and generosity of the Beloved Prophet ﷺ.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top