by www.naatenabi.com | Jan 16, 2025 | Manqabat-e-Khwaja Gabib Nawaz
Aziz e baargaah-e-kibriyaa ghareeb nawaz Aziz e baargaah-e-kibriyaa ghareeb nawaz Qareeb halqah-e-khair-ul-waraa ghareeb nawaz Niyaz o naaz ka kitna haseen manzar hai Idhar ghareeb khade hain, udhar ghareeb nawaz Tumare waseele hum ko kya Khuda ne Ghareeb, humare... by www.naatenabi.com | Jan 16, 2025 | Manqabat
Ali Ghulami ki jari agar sanad na kare Ali Ghulami ki jari agar sanad na kare Qubool koi sharaf hum ko taabad na kare Khusoosiyat kuch aisi Ali ko hasil hain Ke jin ki misl ka daawa kisi ka qad na kare Ali ke ilm-e-ladunni ki shaan kya kehna Ke woh daleel agar de to... by www.naatenabi.com | Jan 16, 2025 | Manqabat
Wo jis ke dil mein doston Ali ka ehtram hai Wo jis ke dil mein doston Ali ka ehtram hai Yaqeenan aise shakhs ka behisht mein maqam hai Ghadir-e-Khum pe keh diya Nabi ne yun pakar ke haath Imam jis ka hoon main us ka yeh Ali Imam hai Har ek raah-e-ma’rifat Ali ke... by www.naatenabi.com | Jan 16, 2025 | Manqabat
Sabeel e Ishq Ki Sab Ronaqein Ali Se Hain Sabeel e Ishq Ki Sab Ronaqein Ali Se Hain Tareeq-e-Rushd Ki Sab Mashalein Ali Se Hain Dar e Uloom-e-Nabuwwat Hai Zaat Mola Ki Tamam Ilm Ki Yeh Masnadein Ali Se Hain Ali Jamal-e-Muhammad, Ali Jalal-e-Khuda Yeh Kaarzar-e-Wafa... by www.naatenabi.com | Jan 16, 2025 | Manqabat
Khuda ke Sher aye Maula-e-Kainat Ali Khuda ke Sher aye Maula-e-Kainat Ali Sharaf ka Gohar Yakta Teri Hayat Ali Muheet-e-Kawn-o-Makaan Tera Jalwa Hasti Teri Chamak se Bhara Zarf-e-Shash Jihat Ali Pare Hain Fikr-o-Nazar ke Kaleem Hairat mein Hain Toor-e-Ilm pe Teri... by www.naatenabi.com | Jan 15, 2025 | Kalam-e-Tajushariya, Manqabat
hazrat-e-masaud-e-ghazi-akhtar-e-burj-e-huda-lyrics Hazrat Mas’ud-e-Ghazi Akhtar-e-Burj-e-Huda, Bekason ka hamnawa, wo salikon ka muqtada. Saqi-e-Sahba-e-Ulfat, razdan-e-Ma’arifat, Badshah aisa wo, jis ki ek duniya hai gada. Aasman-e-Noor ka aisa... by www.naatenabi.com | Jan 15, 2025 | Manqabat
Jihad E Haq K Alamdaar Sayyed E Salaar Jihad-e-Haq ke Alamdar Sayyed-e-Salaar Yad-e-Husayn ki Talwar Sayyed-e-Salaar Tumhare Faiz ne Dil ki Zameen ko Sincha Shauor kar diya Bedar Sayyed-e-Salaar Fazaye Hind mein Laye Azan ka Naghma Ziyaaye Roza o Iftar Sayyed-e-Salaar... by www.naatenabi.com | Jan 15, 2025 | Manqabat
Bada Mehboob Gharana Ali Haider Ka Gharana Man kuntu maula! ‘Ali ‘Ali! Aaqa ne bola! ‘Ali ‘Ali! Main jis ka maula! ‘Ali ‘Ali! Hai us ka maula! ‘Ali ‘Ali! Zahra ka shauhar! ‘Ali ‘Ali! Hasnain ka baaba!... by www.naatenabi.com | Jan 15, 2025 | Manqabat
Agar Koi Sun Kar Ali Ka Qaseeda Bura Munh Banae Agar koi sun kar ‘Ali ka qaseeda bura munh banaae, Jahannam me.n jaae. Agar naam-e-Haider se chehra kisi ka bigadta bhi jaae, Jahannam mein jaae. Ham hain ‘Ali ke ‘Ali hai hamaara, Ali hai hamaari... by www.naatenabi.com | Jan 12, 2025 | Manqabat-e-Khwaja Gabib Nawaz
Sartaajan Ke Taaj Muinuddin Sartaajan Ke Taaj Muinuddin Tum Ho Jagat Maharaj Muinuddin Tumhare Dware Aan Padhi Hoon Rakiyo Rakiyo Laaj Muinuddin Tum Ho Aal-e-Ali Wa Zahra Bigde Sanwaro Kaaj Muinuddin Sadqa Peer Harooni Ka Bhag Jaga Do Aaj Muinuddin Shah-e-Shahaan...