Zameen-e-Karbala Tujh Par Ali Ka Laal Aaya Hai Naat Lyrics – Noor Ali Noor Kanpuri

Zameen-e-Karbala tujh par Ali ka laal aaya hai Naat Lyrics in Roman English,Hindi and Urdu || ज़मीन-ए-कर्बला तुझ पर अली का लाल आया है

Zameen-e-Karbala tujh par Ali ka laal aaya hai Naat Lyrics in Roman English


Zameen-e-Karbala tujh par Ali ka laal aaya hai
Dikhāne Haidari tewar Ali ka laal aaya hai.

Agar tum be-namāzī ho, Husaini ho nahīṅ saktay,
Yahī sajday meṅ batla kar Ali ka laal aaya hai.

Chale jab Zulfiqār-e-Haidari maidān meṅ lekar,
Yazīdī bhāg uṭhe keh kar Ali ka laal aaya hai.

Nabi ke dīn kī khātir Madīne se safar karke,
Luṭāne ghar, kaṭāne sar Ali ka laal aaya hai.

Qadam un ke paṛe to yūṅ lagā Haidar utar āe,
Zamīn bhī kāmp uṭhī thar-thar, Ali ka laal aaya hai.

Nā‘t-khwān: Noor Ali Noor Kanpuri


Naat Lyrics in Hindi

ज़मीन-ए-कर्बला तुझ पर अली का लाल आया है
दिखाने हैदरी तेवर अली का लाल आया है।

अगर तुम बे-नमाज़ी हो, हुसैनी हो नहीं सकते,
यही सज्दे में बतला कर अली का लाल आया है।

चले जब ज़ुल्फ़िकार-ए-हैदरी मैदान में लेकर,
यज़ीदी भाग उठे कह कर अली का लाल आया है।

नबी के दीन की ख़ातिर मदीने से सफ़र करके,
लुटाने घर, कटाने सर अली का लाल आया है।

क़दम उन के पड़े तो यूँ लगा हैदर उतर आए,
ज़मीं भी काँप उठी थर-थर, अली का लाल आया है।

ना’त-ख़्वाँ: नूर अली नूर कानपुरी


Naat Lyrics in Urdu

زمینِ کربلا تجھ پر علی کا لال آیا ہے،
دکھانے حیدری تیور علی کا لال آیا ہے۔

اگر تم بے نمازی ہو، حسینی ہو نہیں سکتے،
یہی سجدے میں بتلا کر علی کا لال آیا ہے۔

چلے جب ذوالفقارِ حیدری میدان میں لے کر،
یزیدی بھاگ اُٹھے کہہ کر علی کا لال آیا ہے۔

نبی کے دین کی خاطر مدینے سے سفر کرکے،
لٹانے گھر، کٹانے سر علی کا لال آیا ہے۔

قدم ان کے پڑے تو یوں لگا حیدر اُتر آئے،
زمیں بھی کانپ اُٹھی تھر تھر، علی کا لال آیا ہے۔

نعت خواں: نور علی نور کانپوری


Mere Aaqa aaye hain saj gaya zamana hai Lyrics Naat || मेरे आक़ा आए हैं सज गया ज़माना है


“Zameen-e-Karbala Tujh Par Ali Ka Laal Aaya Hai” is a deeply moving kalam that reflects the sacrifice and spiritual legacy of Imam Hussain رضي الله عنه on the land of Karbala. Beautifully recited by Noor Ali Noor Kanpuri, this Naat touches the heart with its powerful imagery and devotion. Read the full lyrics in Roman English, Hindi and Urdu and reflect on the message of patience, faith and sacrifice.

 

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top