Aa gaye muzda shafa’at ka sunane wale

Aa gaye muzda shafa’at ka sunane wale, Naar-e-dozakh se ghulamon ko bachane wale. Hai muqaddar main bulandi hi bulandi apne, Hum tou hain kadmon main sar unke jhukane wale. Kar k ehsaan jataana yeh nahi shaan unki, Aur koi honge woh ehsaan jataane wale. Mar k pohancha...