by www.naatenabi.com | Jan 23, 2025 | Hindi Lyrics, Naat Lyrics
Mujhe Dar pay phir bulana Madani Madine Wale Lyrics Mujhe Dar pay phir bulana Madani Madine Wale Mae ishq bhi pilana, Madani Madine Wale Meri aankh me samana, Madani Madine Wale Banay dil Tera thikana, Madani Madine Wale Teri jab ke deed hogi, jabhi meri eid hogi Mere... by www.naatenabi.com | Jan 23, 2025 | Naat Sharif
Kya Bataun Ki Kya Madina Hai Kya Bataun Ki Kya Madina Hai Bas Mera Mudda’a Madina Hai. Uth Ke Jaaun Kahan Madine Se, Kya Koi Doosra Madina Hai. Uski Aankhon Ka Noor To Dekha, Jiska Dekha Hua Madina Hai. Dil Mein Ab Koi Aarzu Hi Nahi, Ya Muhammad Hai Ya Madina Hai.... by www.naatenabi.com | Jan 22, 2025 | Naat Lyrics, Naat Sharif
Bhar Do Jholi Meri Ya Muhammad Lyrics Naat Bhar Do Jholi Meri Ya Muhammad Lautkar Main Na Jaaunga Khaali Kuchh Nawaason Ka Sadqa Ataa Ho Dar Pe Aaya Hoon Bankar Sawaali Tum Zamaane Ke Mukhtaar Ho Ya Nabi Bekason Ke Madadgaar Ho Ya Nabi Sab Ki Sunte Ho Apne Ho Ya Ghair... by www.naatenabi.com | Jan 22, 2025 | Naat Lyrics, Naat Sharif
Tere Qadmon Mein Aana Mera Kaam Tha Mere Nabi Mere Nabi, Mere Nabi Mere Nabi Mere Nabi Mere Nabi, Mere Nabi Mere Nabi Mere Doobne Mein Baqi Na Koi Kasar Rahi Thi Kaha Al-Madad Muhammad! To Ubhar Gaya Safeena Tere Qadmon Mein Aana Mera Kaam Tha Meri Kismat Jagana Tera... by www.naatenabi.com | Jan 22, 2025 | Naat Lyrics, Naat Sharif
Darpesh Ho Taiba Ka Safar Kaisa Lage Ga Darpesh Ho TAiba KaSafar Kaisa Lage Ga Guzrain jo wahan shaam o sehar kaisa lage ga Ae kash madine main mujhe maot youn aye Kadmoon main ho sarkar ke sar kaisa lage ga Ae pyare khuda dekhoon main sarkar ka jalwa Mil jaye dua to... by www.naatenabi.com | Jan 22, 2025 | Hindi Lyrics, Naat Lyrics, Naat Sharif
Jab Husn Tha Unka Jalwa Numa Anwar Ka Aalam Kya Hoga Jab Husn Tha Unka Jalwa Numa Anwar Ka Aalam Kya Hoga Har Koi Fida Hai Bin Dekhe, Deedaar Ka Aalam Kya Hoga. Jis Waqt The Khidmat Me Un Ki, Bu-Bakr-O-Umar, Usmaan-O-Ali Us Waqt Rasool-E-Akram Ke Darbaar Ka Aalam Kya...